Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Gaslighting

Kahi Aap Bhi Gaslighting Ke Sikhar To Nhi

  What is gaslighting a person? Gaslighting is a form of psychological  manipulation in which the abuser attempts to sow self-doubt and confusion in their victim's mind. Typically , gaslighters are seeking to gain power and control over the other person, by distorting reality and forcing them to question their own judgment  and intuition. Gaslighting ek tarh ka bhawanatmak shoshan hai, jo khathor par ek riste me sathi (pati-patni ya khas dost) dawara kiya jta hai. Jb ish riste me ummido ka bojh, bina wajh ki rok-tok, najayaz vyavhaar aadi hone lage to vyakti ke manshki swasth par ishka gahara prabhav parta hai. Kuch baato par gaur karege to pata laga sakte hai ki gaslighting kish tarah ki jaati hai aur ishka aasar kaise parta hai. Dusre swado me kahe to gaslighting manovaigyanik tarke se kisi k samne baat khare karne ko kaha gaya hai. Relationship me bhi log ek vyakati, dusro k sath ish tarah ka vartab karta hai, aapne apne aas-pass k logo ya dosto se suna hoga. Khud pr bharosa na